Mohabbat ki Dua in Quran (100% Working Dua)

Updated: November 2, 2024 by admin

Mohabbat ki dua in Quran: Allah ne insan k ander boht sare jazbat paida kiye hain. Mohabbat bi ik boht mazboot or khalis jazba hai. Har insan apni zindagi main ik bar to muhabbat karta hi hai or wo chahta hai k jisse wo mohabbat karta hai uske sath hi apni zindagi guzare. Islam har mard or aurat ko apna sathi chunne ki mukammal azadi deta hai. Sath hi haram rishta banane se mana karta hai.

Agar aap kisi se sacchi mohabbat karte hain aur aapka dil saaf hai to koi bhi usko paane se nahi rok sakta. Agar aap apne pyar ko pane me asamarth hain to aapko apne premi/premika ke dil me Allah se miya biwi me mohabbat badhane ki dua karni chahiye. Agar kisi larki ko kisi larke se muhabbat ho to hamari society k rules ki wajah se wo usse apne pyar ka izhar nhi kar paati. Isliye ladki keliye dua hi ek rasta hai jisse wo apne premi ke andar mohabbat paida kar sakti hai aur uska premi society ke samne usse pyar ka izhar karega.

Mohabbat Paida Karne ki Dua
Allah ki mohabbat ki dua in Arabic

Mohabbat ko paida karne ki dua is prakaar hai.

“YA WADOODO” Allah(SWT) k 99 namo main se ik hai or in halaat mn apki madad karsakta hai.

  • Isha ki namaz k bad 11 martaba durood shareef parhen or 141 martaba “YA WADOODO” parhen.
  • Akhir main dobara 11 martaba durood Shareef parhen or Allah (SWT) se apne maqsad k hasool k liye Allah se mohabbat ki dua in English mangen.
  • Ye amal apko 21 din tak karna hai ya phir tab tak karna hoga jab tak apki madad ni ho jati Allah paak se.

In sha Allah, is amal se us insan k dill main apke liye muhabbat paida hogi or apko apke maqsad mn kamyabi milegi.

Mohabbat ki dua in Quran | Allah se mohabbat ki dua

Ye dunya ka behtareen ahsas hai k jisse ap mohabbat karte hain wo bhi apko chahte ho. Lekin agar situation alag ho or us dosre insan k dil me aapke liye yahi jazbat na ho to kabhi kabhi is bat ko ignore kar k aage badhna bahut mushkil ho jata hai. Kabhi-kabhi hum ye bhi nahi keh sakte ki muhabbat halal hai ya haram kyunki ye ek aisa jazba hai jo insan ke kabu main nahi hai.

Agar wo doosra insan apse muahhabt nahi karta. To apko chahiye ap usko khud pe hawi na Karen, or use bhoolne ki Allah se muhabbat ki dua Karen. Lekin agar apko lagta hai k ap use bhool ni sakte or sirf usi k sath apni zindagi guzarna chahte hain to aapko mohabbat ki dua karni hogi. Quran-e-Pak me ek dua hai jo ap us insan k dil main apne liye muhabbat paida karne k liye padh sakte hain.

Kisi k dil main mohabbat dalna ki dua ko parhne se pehle zaruri hai k ap nikah istikhara kar k Allah (SWT) ki rai le len apne or us insan k rishte k liye. Apka is dua ko pahrne ka maqsad us insan se nikah hona chahaiye kuch or nahi.

Apko ye dua sahe dill se mangni hai or Allah (SWT) k har faisle pe mukamal yaqeen rakhna hai. Dua daraj zail hai

“Ya Haqqi La Ilaha Illa Anta Subhanaka Inni Kunto Minazzalameena. Ya Sayyidal Kareemi Bi’hurmatee Bismillahir Ra’hmaan Nirra’heem. Amman-Yujeebu-Al Mudtarra Izaa Da-“Aahu Inna Kafeenaakal Mustahzi-Oon. Ya ‘Hayyu Ya Qayyumu Bira’hmatika Astagheesu. Allahumma Sahhil Wa-Yassir Rabbi La Tazar Nee Fardan-Wa-Anta Khair-Ul-Wareseena. ‘Hasbi ‘An Soo Aa Lee ‘Ilmuka Bi’haali Subhanal Qaaheril Qaadeeril Kaafi.”

Isha ki namaz k bad ap 11 martaba Durood Shareef parhen or 141 martaba ye dua parhen. Akhir main dobara 11 martaba Durood shareef parhen or Allah (SWT) se apne Maqsad k Hasool k liye Dua Karen. Ye dua parhte waqt apko us insan k bare mn sochna hai jiske dill main ap muhabbat paida karna chahte hain or koi bi khayal zehan main ni lana.

Mohabbat ki dua in Islam

Miyan biwi ka rishta sirf tabhi qaim reh skta hai jab dono k dil mein ek dusre ke liye mohabbat or izzat ho. Shuru shuru me dono k liye mushkil hota hai ek dusre par bharosa karna or ek dusre ko support karna magar waqt ke sath-sath dono me mohabbat ho jati hai.Miyan biwi dono ko chahiye k wo dono apne rishte ko mazboot banane k liye ek dusre ko izzat, bharosa, or muahhabt den.

Lekin phir bhi har koshish k bawajood agar ap dono ek dosre k dil mein jaga nahin bana pa rahe hain to phr aap Allah (SWT) ki taraf rujo karen or Allah (SWT) se madad magen. Iske liye aapko dua for mohabbat padhna chahiye.

Is dua ko padhne ke liye aapko kisi ki ijazat lene ki zaroorat nahin hai? Ye wazifa Quran o Hadees ki Roshni main miyan biwi k darmiyaan mohabbat paida karne k liye hai. Ye wazifa un k darmiyaan mujood har qism ki pareshani ko door kar sakta hai. Is wazifa ko miyan biwi dono parh sakte hain?

  • Sab se pehlay wuzu kar lein.
  • Us k baad 2 rakaat namaz nawfil parhen.
  • Dono rakaat mein 1 baar surah fatiha or 1 baar surah ikhlaas parh kar salaam.
  • Phair kar kharay hojayen or 3 hazaar martaba YA AZEEZU parhain 3 din tak.
  • Uske baad 4 din 5 hazaar martaba YA AZEEZU parhain.
  • Ye amal 7 din tak jaari rakhain inshallah, a dono k dil main ik dosre k liye mohabbat paida hogi agar ap Muslim ho ya phir kisi aur mazhab se ho.

Allah ki mohabbat ki dua

Here is a commonly recited Allah ki muhabbat ki dua in Islam:

“Allahumma inni as’aluka mohabbataka wa wafaka wa ‘izzaka wa husni ‘ibadatika.”

Translation: “Oh Allah, I ask You for Your love, Your protection, Your honor, and Your good worship of You.”

Also, contact our Mufti Sahab now for any help related to Allah ki mohabbat pane ki dua or if you want to solve any problem in your life.

1 thought on “Mohabbat ki Dua in Quran (100% Working Dua)”

Leave a Comment