Mohabbat ki Dua in Quran 2026 (100% Working Dua)

Updated: September 5, 2026 by admin

Mohabbat ki dua in Quran: Allah ne insan k ander boht sare jazbat paida kiye hain. Mohabbat bi ik boht mazboot or khalis jazba hai. Har insan apni zindagi main ik bar to muhabbat karta hi hai, aur wo chahta hai k jisse wo mohabbat karta hai uske sath hi apni zindagi guzare. Islam har mard aur aurat ko apna sathi chunne ki mukammal azadi deta hai. Sath hi haram rishta banane se mana karta hai.

Agar aap kisi se sacchi mohabbat karte hain aur aapka dil saaf hai, to koi bhi usko paane se nahi rok sakta. Agar aap apne pyar ko pane mein asamarth hain, to aapko apne premi/premika ke dil mein Allah se miya biwi me mohabbat badhane ki dua karni chahiye. Agar kisi larke ko kisi larke se muhabbat ho, to hamari society ke rules ki wajah se wo usse apne pyar ka izhar nahi kar paati. Isliye ladki ke liye dua hi ek rasta hai, jisse wo apne premi ke andar mohabbat paida kar sakti hai, aur uska premi society ke saamne usse pyar ka izhar karega.

Mohabbat Paida Karne ki Dua
Allah ki mohabbat ki dua in Arabic

Mohabbat ko paida karne ki dua is prakaar hai.

“YA WADOODO” Allah (SWT) ke 99 namo main se ik hai, aur in halaat mein apki madad karsakta hai.

  • Isha ki namaz ke baad 11 martaba durood shareef parhen or 141 martaba “YA WADOODO” parhen.
  • Akhir main dobara 11 martaba Durood Shareef parhen or Allah (SWT) se apne maqsad k hasool k liye Allah se mohabbat ki dua in English mangen.
  • Ye amal apko 21 din tak karna hai ya phir tab tak karna hoga jab tak apki madad ni ho jati Allah paak se.

In sha Allah, is amal se us insan k dill main apke liye muhabbat paida hogi or apko apke maqsad mn kamyabi milegi.

Mohabbat ki dua in Quran | Allah se mohabbat ki dua

Ye dunya ka behtareen ahsas hai k jisse aap mohabbat karte hain, woh bhi apko chahte ho. Lekin agar situation alag ho ya us dosre insan ke dil mein aapke liye yahi jazbat na ho, to kabhi kabhi is bat ko ignore kar ke aage badhna bahut mushkil ho jata hai. Kabhi-kabhi hum ye bhi nahi keh sakte ki muhabbat halal hai ya haram kyunki ye ek aisa jazba hai jo insan ke kabu main nahi hai.

Agar wo doosra insan apse muahabbat nahi karta. To apko chahiye ap usko khud pe hawi na Karen, or use bhoolne ki Allah se muhabbat ki dua Karen. Lekin agar aapko lagta hai ke aap use bhool nahi sakte aur sirf usi ke sath apni zindagi guzarna chahte hain, to aapko mohabbat ki dua karni hogi. Quran-e-Pak mein ek dua hai jo aap us insaan ke dil mein apne liye muhabbat paida karne ke liye padh sakte hain.

Kisi k dil main mohabbat dalna ki dua ko parhne se pehle zaruri hai k ap nikah istikhara kar k Allah (SWT) ki rai le len apne or us insan k rishte k liye. Apka is dua ko pahrne ka maqsad us insan se nikah hona chahaiye kuch or nahi.

Apko ye dua sahe dill se mangni hai or Allah (SWT) k har faisle pe mukamal yaqeen rakhna hai. Dua daraj zail hai

“Ya Haqqi La Ilaha Illa Anta Subhanaka Inni Kunto Minazzalameena. Ya Sayyidal Kareemi Bi’hurmatee Bismillahir Ra’hmaan Nirra’heem. Amman-Yujeebu-Al Mudtarra Izaa Da—“Aahu Inna Kafeenaakal Mustahzi-Oon. Ya ‘Hayyu Ya Qayyumu Bira’hmatika Astagheesu. Allahumma Sahhil Wa-Yassir Rabbi La Tazar Nee Fardan-Wa-Anta Khair-Ul-Wareseena. ‘Hasbi ‘An Soo Aa Lee ‘Ilmuka Bi’haali Subhanal Qaaheril Qaadeeril Kaafi.”

Isha ki namaz k bad ap 11 martaba Durood Shareef parhen or 141 martaba ye dua parhen. Akhir main dobara 11 martaba Durood Shareef parhen aur Allah (SWT) se apne maqsad ke haasil ke liye dua karen. Ye dua parhte waqt aap ko us insan k bare mn sochna hai jiske dill main ap muhabbat paida karna chahte hain, aur koi bi khayal zehan main ni lana.

Mohabbat ki dua in Islam

Miyan biwi ka rishta sirf tabhi qaim reh skta hai jab dono ke dil mein ek dusre ke liye mohabbat aur izzat ho. Shuru shuru me dono k liye mushkil hota hai ek dusre par bharosa karna or ek dusre ko support karna magar waqt ke sath-sath dono me Mohabbat ho jati hai.Miyan biwi dono ko chahiye k wo dono apne rishte ko mazboot banane k liye ek dusre ko izzat, bharosa, or muahabbat den.

Lekin phir bhi har koshish ke bawajood agar aap dono ek doosre ke dil mein jagah nahin bana pa rahe hain, to phir aap Allah (SWT) ki taraf rujo karen aur Allah (SWT) se madad maangin. Iske liye aapko dua for mohabbat padhna chahiye.

Is dua ko padhne ke liye aapko kisi ki ijazat lene ki zaroorat nahin hai. Ye wazifa Quran o Hadees ki Roshni main miyan biwi k darmiyaan mohabbat paida karne k liye hai. Ye wazifa un k darmiyaan mujood har qism ki pareshani ko door kar sakta hai. Is wazifa ko miyan biwi dono parh sakte hain?

  • Sab se pehlay wuzu kar lein.
  • Us ke baad 2 rakaat namaz nawfil parhen.
  • Dono rakaat mein 1 baar Surah fatiha or 1 baar Surah Ikhlas parh kar salaam.
  • Phir kharay hojayen or 3 hazaar martaba YA AZEEZU parhain 3 din tak.
  • Uske baad 4 din 5 hazaar martaba YA AZEEZU parhain.
  • Ye amal 7 din tak jaari rakhain inshallah, a dono k dil main ik dosre k liye mohabbat paida hogi agar ap Muslim ho ya phir kisi aur mazhab se ho.

Allah ki mohabbat ki dua

Here is a commonly recited Allah ki muhabbat ki dua in Islam:

“Allahumma inni as’aluka mohabbataka wa wafaka wa ‘izzaka wa husniy ‘ibadatika.”

Translation: “Oh Allah, I ask You for Your love, Your protection, Your honor, and Your good worship of You.”

Additionally, please contact our Mufti Sahab now for assistance with matters related to seeking Allah’s love or resolving any issues in your life.

Leave a Comment