Pasand ki Shadi ka Wazifa, Amal, Dua (100% Effective)

Updated: September 29, 2024 by admin

Pasand ki shadi ka wazifa: Islam ne mard or aurat dono ko ijazat di hai k wo rishte k liye apni marzi zahir kar saken. Kai bar aisa hota hai k waliden apki pasand per aitraz karte hain. Phir apke liye unko manana boht mushkil hojata hai. Apke liye zarori hai k ap sabar k sath apne waliden se bat Karen or unhain manane ki kossish karen. Agar phir bhi wo na manen to ap Allah se rujo Karen.

Allah (SWT) ne jahan insan ko apni pasand zahir karne ka ikhtiyar dia hai wahin us pasand ko apna banana k liye use maddad mangne ka rasta bi bhataya hai. Bht se aisi dua for pasand ki shadi hain jo is surat-e-haal mn na sirf apki madad karengi balke apko sakoon bi ataa karengi.

pasand ki shadi ka wazifa
pasand ki shadi ka wazifa in Quran

Apni pasand ki shadi ki dua ko mangne k liye sb se pehle apka ba-wazu hona zarori hai. Wazu karne k bad sachi niyyat or puri umeed k sath Allah se dua mangen. Marzi k rishte ki dua bhi koi mushkil ni hai apko bs Surah Al-Imran ki pehli 3 ayaat ko parhna hai jo k daraj Zail hain.

Alif-Laam-Meeem

Allaahu laaa ilaaha illaa Huwal Haiyul Qaiyoom

Nazzala ‘alaikal Kitaaba bilhaqqi musaddiqal limaa baina yadaihi wa anzalat Tawraata wal Injeel

  • Upper daraz zail ayat ko apne dil main 319 martaba parhna hai.
  • Ye amal ap kisi bi namaz k bad karsakte hain.
  • Is amal ko ap ne 21 ya 41 din tak karna hai?
  • Is amal k sath zarori hai k ap namaz ki pabandi Karen or Allah se apne Liye dua mangen?
  • In sha Allah, apki muraad puri hogi or apko kamyabi naseeb hogi.
  • Ye sabse best man pasand shadi ka wazifa hai lekin agar ap ye sab nahi karna chahte ho to hamare Mufti Sahab se contact karein.

Apni Marzi se Shadi ke Liye Wazifa

Agar ap kisi ko pasand karte hain or use shadi bi karna chahte hain to behtar hai k ap jitni jaldi hosake apne waleden se is bare main bat Karen. Islam larka or larki dono ko apni pasand zahir karne ki azadi deta hai mgr sath hi dono ko jaldi nikah ka bi kehta hai.

Agar apke waliden apki shadi k liye nahi maan rahe ya or koi rukawat hai to ap use sabar k sath door karne ki kossish Karen. Allah (SWT) se madad zaror mangen qk sirf wohi janta hai k apke liye kia behtar hai. Islam men apni pasand ki shadi in Islam ke liye wazifa hai jiska upyog karke koi bhi insan apni pasand ke ladka ya ladki se shaadi kar sakta hai.

  • Pasand ki shadi k liye surah or wazifa ko karne keliye Islam me ek tarika diya gaya hai.
  • Kalma tayaba Islam ka pehla or sb se ahem satoon hai.
  • Pehla kalma se na sirf koi bi insan Islam ko apnata hai, balke ye bht se gunaho ki bakssish bhi karwata hai.
  • Pehle kalme ka hi ik wazifa hai jo is surat-e-haal mn apki madad karsakta hai.
  • Is wazife ko ap fajar ki namaz k bad ya Ishaa ki namaz k bad karsakte hain.
  • Tareeqa ye hai k apko fajar ya ishaa ki namaz k bad 11 martaba Durood Shareef parhna hota hai.
  • Phir 300 martaba pehle Kalma parhen jo k daraj zail hai.

 Laa ilaaha illal Lahoo Mohammadur Rasool Ullah

Akhir mn dobora 11 martaba Durood Shareef parhen or apne maqsad k liye Allah (SWT) se Dua mangen. Wazife ko apne 40 din tak bila-nagha karna hai. In shaa Allah, wazife ki barkat se apka masla door hojayega.

Pasand ki Shadi ka wazifa

Manpasand rishta milna aksar muskil hota hai. Har koi chahta hai k uski shadi usi insan se ho jise wo pasand karta hai. Lekin agar waliden tayyar na ho to ye taqreeban namumkin lagta hai. Jab koi rasta dikhai na de to apko chahiye k ap Allah (SWT) se madad mangen. Ap the Almighty Allah (SWT) se Wazifa, Dua, and Istekhara ya Taweez k zariye madad mang sakte hain. Manpasand rsihte k liye wazifa hai jo ap karsakte hain.Is wazife k liye zarori hai k ap ba wazu hon or namaz k bad Durood shareef parhen 11 martaba? Uske bad Surah Ad-duha parhen jo k daraj zail hai.

Wad Duhaa

Wal laili iza sajaa

Ma wad da’aka rabbuka wa ma qalaa

Walal-aakhiratu khairul laka minal-oola

Wa la sawfa y’uteeka rabbuka fatarda

Alam ya jidka yateeman fa aawaa

Wa wa jadaka daal lan fahada

Wa wa jadaka, ‘aa-ilan fa aghnaa

Fa am mal yateema fala taqhar

Wa am mas saa-ila fala tanhar

Wa amma bi ni’mati rabbika fahad dith

Is pasand ki shadi ke liye wazifa ko parhne k bad 11 martaba dobara Durood Shareef parhen? Wazife k jaldi asar k liye zarori hai k ap namaz ki pabandi karen or Allah (SWT) per mukammal yaqeen rakhen. Is k ilawa ik or bi bht acha wazifa hai jo ap karsakte hain? Is wazfie k liye apko “Surah Rehman” parhni hai 3 dafa?

Parhne ka tareeqa ye hai k Zohar ki namaz k bad apko kisi aisi jaggah bethna hai jahan tanhai ho.Wahan beth kar apko 3 dafa surah rehman parhni hai Awal-o-Akhir Durood Shareef k sath. In sha allah, in wazifo ki barkat se apke masle door honge, or Allah (SWT) apke liye asaniya paida karega.

Manpasand shadi ka wazifa

Many wazifas are believed to help in achieving manpasand shadi. One such wazifa is to recite Surah Yaseen after the Fajr prayer. Surah Yaseen is one of the Quran’s most important and powerful surahs. It is believed that reciting Surah Yaseen after the Fajr prayer can increase one’s chances of getting married to the person one loves.

Another wazifa believed to be effective for manpasand shadi is to recite Surah Rahman after every prayer. Surah Rahman is known for its healing and soothing properties, and by reciting it regularly, one can increase one’s chances of finding love and getting married to the person of one’s choice.

It is important to note that wazifas are not a magic solution and should be performed with sincerity and faith. Along with wazifa, it is also important to take practical steps to make manpasand shadi possible, such as talking to family members and seeking their approval, finding common ground, and being patient.

In conclusion, manpasand shadi is a dream for many young people who want to marry someone they love. While wazifa can be a helpful tool in making this dream a reality, it is important to approach it with sincerity and faith and to take practical steps along the way. With the right mindset and effort, manpasand shadi can be possible for anyone who desires it.

Contact our Mufti Sahab for any help related to pasand ki shadi in the Quran. If you have any questions, ask them in the comment box.

Leave a Comment